
wish you a successful and glorious
Happy New Year
Enjoy Every Movement of life!

In kitabon mein bhi vo taaleem kaha
Jo teri khoobsurti byan kar sake
Maana tera aanchal maila tha maa, lekin,
Usse mohobbat ki khushboo hamesha aati hai…🥰
इन किताबों में भी वो तालीम कहां
जो तेरी खूबसूरती बयां कर सके,
माना तेरा आंचल मैला था मां, लेकिन,
उससे मुहब्बत की खुशबू हमेशा आती है…🥰
Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.