Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt ko haseen || 2 lines
Jab acha waqt aata hai to log haseen ban jaate hai…
Aur kuch log aise bhi hai jo waqt ko haseen bana dete
Title: Waqt ko haseen || 2 lines
Bichad gya koi || sad Hindi shayari || two line shayari
Na hath thaam sake Na pakad sake daman
Behad hi kareeb se guzar kar bichad gya koi 💔
ना हाथ थाम सके ना पकड़ सके दामन,
बेहद ही करीब से गुजर कर बिछड़ गया कोई.💔




