Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
udas firta ho || Hindi shayari
Kehte hai yu udaas firte ho
sardiyeo ki shaamo me
is tarah hi hota hai
is tarah ke kaamo me
कहते हैं यूं उदास फिरते हो
सर्दियों की शामों में
इस तरह ही होता है
इस तरह के कामों में…………
Title: udas firta ho || Hindi shayari
Daastaan ye dhoka
KISI KI MUSKAAN PE MARNA AB CHOD REHE HAI
APNE RASTE KO SAHI MANJIL KI TARAF MOD RAHE HAI
BHUT DEKH LIYA INTZAAR KARKE
KISI KI YAADO MEIN KHUD KO BARBAAD KARNA AB CHHOD RAHE HAI
- JEENE KA TARIKA BADLNA HAI BINA KISI SAHARE KE CHALNA HAI………….
