Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari
Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯
गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯
Title: Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari
Dekh Lena hzaro Dilon ko frol kr
Dekh Lena hzaro Dilon ko frol kr..
Tume tumare dil se sbi anjane milenge
Agr dhundna ho apne kabil koi to…
Gaur se dekhna…tume tumare liye…
Ek hm hi pagl deewane milenge
