Skip to content

AALNA | UDEEK PUNJABI SHAYARI

intezaar punjabi shayari sad

eh dil taan us panchhi di udeek karda
jo aalna tan paa gya par rehna bhul gya


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bekaar ki baate || tanhai shayari

बेकार की बाते का बेवक्त में जिक्र कर लिया

हमने तेरे बाद तेरे नाम पे एक घर लिया

अब मै तन्हाई और तेरी यादे सब साथ रहती है

हमने एक दूसरे के साथ एडजस्ट कर लिया

Title: Bekaar ki baate || tanhai shayari


Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……

जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….

Title: Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari