Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Use meri bhi yaad aayegi || sad but true || Hindi shayari
Mere siwa sari kayanat uske zehan mein hai,
Lagta hai abhi sab khairiyat hai,
Zara tabiyat nasaaz to hone do,
Fir use meri bhi yaad aayegi…🙌🥀
मेरे सिवा सारी कायनात उसके ज़हन में है,
लगता है अभी सब खैरियत है,
ज़रा तबियत नासाज़ तो होने दो,
फिर उसे मेरी भी याद आयेगी…🙌🥀
Title: Use meri bhi yaad aayegi || sad but true || Hindi shayari
mera janaaza uthaane || Maut hindi shayari Kafan
ai mera janaaza uthaane vaalo,
dekhana koee bevapha paas na ho,
agar ho to us se kahana,
aaj to khushee ka mauka hai, udaas na ho..
ऐ मेरा जनाज़ा उठाने वालो, देखना कोई बेवफा पास न हो,
अगर हो तो उस से कहना, आज तो खुशी का मौका है, उदास न हो..
