Skip to content

Aapko jo dekhu to || love hindi shayari

Pal bhar aapko na sochu to
Dhadkane tarasne lagti hai
Aapko jo dekhlu to
Nam ankhein bhi hasne lagti hai…❤️❤️

पलभर आपको ना सोचूँ तो
धड़कने तरसने लगती है…
आपको जो देख लूं तो
नम आंखे भी हंसने लगती हैं…❤️❤️

Title: Aapko jo dekhu to || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


jisse rota hua na dekha ho || 2 lines sad shayari hindi

us shakhsh ka gam bhi koi soche
jise rota hua na dekha ho kisi ne

उस शख्स का ग़म भी कोई सोचे,
जिसे रोता हुआ ना देखा हो किसी ने।

Title: jisse rota hua na dekha ho || 2 lines sad shayari hindi


kalam se mohobat || hindi sad shayari

Ki kuch jodha Nahi kuch jalaya nahi
mohabbat  ho gayi hme kalm aur kitab se
kuyki apna dard kisiko bataya nahi

Title: kalam se mohobat || hindi sad shayari