Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hisaab to de || Hindi sad but true shayari
Tod diye the tune jo mere sare vapis mujhe khuab to de
Teri wafa par uthe hain aaj sawal ab jwaab to de
Yun dekh kar nazre churane se to kuch na hoga
Tere juda hone ke gam mein bitayi hai kitni raatein zara hisaab to de..🙃
तोड़ दिए थे तूने जो मेरे सारे वापिस मुझे मेरे ख्वाब तो दे
तेरी वफा पर उठे है आज सवाल अब जवाब तो दे
यू देख कर नजरे चुराने से तो कुछ न होगा
तेरे जुदा होने के गम में बिताई है कितनी राते जरा हिसाब तो दे..🙃
Title: Hisaab to de || Hindi sad but true shayari
Baith kar baarish me || Dard love hindi shayari

teri yaado me likhtey likhtey yeh waqt beet reha tha
arey kaise batau tere bin na lag kuchh theek rha tha
mai mar chuka tha shareer se or dil khoon seench raha tha
