Skip to content

aas lagi rehti hai || bepnaah love shayari

Aas lagi rehti hai apse milne ki har pal
na jane kab khatam hongey judayi ke yeh pal
bina didar ke aapke ess dil ka bazar kahan sajta hai
chale jayo jis bhi gali har kinara viran sa lagta hai
mil bethengey ek din sath woh din kahan kitna door hai
chaltey ja rahe hai raste par bina khoof ke aisaa tere pyar ka surror hai.

Title: aas lagi rehti hai || bepnaah love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


RABB♥️🌸 || punjabi status || ghaint status

Tussi apne RABB nu raazi rakho 
Duniya ta kisse nall ve raazi nahi♥️🌸

ਤੁਸੀ ਆਪਣੇ ਰੱਬ ਨੂੰ ਰਾਜੀ ਰੱਖੋ
ਦੁਨੀਆ ਤਾਂ ਕਿਸੇ ਨਾਲ ਵੀ ਰਾਜੀ ਨਹੀ♥️🌸

Title: RABB♥️🌸 || punjabi status || ghaint status


Do Shabd || 2 lines zindagi status

Do Shabd Tasalli Ke Nahi Milte Iss Shahar Mein,
Log Dil Mein Dimaag Liye Firte Hain.
दो शब्द तसल्ली के नहीं मिलते इस शहर में,
लोग दिल में भी दिमाग लिए फिरते हैं।

Title: Do Shabd || 2 lines zindagi status