Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Meri kismat bhi sawaro || love hindi shayari
Zulf suljhane mein mashroof unhe paya to kaha
Meri kismat bhi sawaro kabhi balon ki trah🙈
ज़ुल्फ़ सुलझाने में मसरूफ उन्हे पाया तो कहा
मेरी किस्मत भी सँवारो कभी बालों की तराह🙈
Rekhta Pataulvi
Title: Meri kismat bhi sawaro || love hindi shayari
Sare khwab tere hai || love hindi shayari
Ham aakhiri saans tak yaar tere hai
Dil par sare ikhtiyar tere hai🥰
Tum aao to neend nahi aati
Neend aaye to sare khwab tere hai😍
हम आखरी सांस तक यार तेरे हैं
दिल पर सारे इख्तियार तेरे हैं🥰
तुम आओ तो नींद नहीं आती
नींद आये तो सारे ख़्वाब तेरे हैं😍
