Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mashroof ho shayad || hindi shayari
Bhut mashruf ho shayad, jo hum ko bhool bethe ho,
Na ye pucha kaha pe ho, na yeh jana ke kaise ho💔
बहुत मशरूफ हो शायद, जो हम को भूल बैठे हो,
न ये पूछा कहाँ पे हो, न यह जाना कि कैसे हो।💔
Title: Mashroof ho shayad || hindi shayari
Pyar karte hain || Hindi shayari || love hindi shayari
Hum roz na jaane kitne dard sehte hain,
Uski yaad me din raat marte hain.
Are koi jakar use batao,
Uske maa-baap ke baad sabse jyda pyaar use hum karte hain ❤️
