Skip to content

Adhoora ishq || best Punjabi status

Har mohobbat nu manzil milni zaroori nahi,
Adhoore ishq da vi itehaas hai duniya te..

ਹਰ ਮੋਹੱਬਤ ਨੂੰ ਮੰਜਿਲ ਮਿਲਨੀ ਜਰੂਰੀ ਨਹੀਂ ,
ਅਧੂਰੇ ਇਸ਼ਕ ਦਾ ਵੀ ਇਤਿਹਾਸ ਹੈ ਦੁਨੀਆ ਤੇ।

Title: Adhoora ishq || best Punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


dil lga liya hai || hindi shayari || love whatsapp video status || female version

Punjabi shayari in female voice on song dil lga liya hai priety zinta song:
shayari:
Katilana adayon se pagl kr k..
Ktl krna hi to hai kaam tera..!!
Socha Na tha tujse mohobbt ho jayegi
Dekh aaj j pgl dil gulam h tera..!!
Akhon mein tera chehra bsa hai..
Lbon pe bs ikk naam hai tera..!!

Title: dil lga liya hai || hindi shayari || love whatsapp video status || female version


Mohobbat || hindi shayari collection

Khwabon mein aate ho tum
yaadon mein aate ho tum
jahan mein jau jahan mein dekhu
mujhe nazar aate ho tum..!!
ख्वाबों में आते हो तुम
यादों में आते हो तुम
यहाँ मैं जाऊं यहाँ मैं देखूं
मुझे नज़र आते हो तुम..!!

Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte..!!
आंखों में रहने वालों को याद नहीं करते
दिल में रहने वालों की बात नहीं करते
हमारी तो रूह में बस गए हैं आप
तभी तो हम मिलने की फरियाद नहीं करते..!!

Kuch nasha teri baat ka hai
Kuch nasha dhimi barsaat ka hai
Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai
Intezar to sirf aapki mulakat ka hai..!!
कुछ नशा तेरी बात का है
कुछ नशा धीमी बरसात का है
हम तो कब से नशे में डूब जाने को तैयार है
इंतज़ार तो सिर्फ आपकी मुलाकात का है..!!

Mulakat maut ki mehman ban gayi hai
Nazar ki duniya veeran ban gayi hai
Meri sans bhi ab meri nahi rahi
Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai..!!
मुलाकात मौत की मेहमान बन गई है
नज़र की दुनियां वीरान बन गई है
मेरी साँस भी अब मेरी नहीं रही
ये ज़िन्दगी आपकी मोहोब्बत पर कुरबान हो गई है..!!

Title: Mohobbat || hindi shayari collection