Adhoore reh gaye sapne || sad but true || Hindi shayari was last modified: January 22nd, 2023 by Nishant Kumar
Enjoy Every Movement of life!
Na aakhon me neend hai
Na dil me chain
Main saari raat jaga raha hoke bechain
Tujhme main kho jata hu
Tujhe main yaad karta hu
Bina dekhe tuze tarse ye nain
Na rah mili Na manzil mili
Sath hamare bas gam the
Vo to hmesha se hi sahi the
Unke liye sirf hum galat the 💔
ना राह मिली ना मंज़िल मिली।
साथ हमारे बस गम थे।।
वो तो हमेशा से ही सही थे।
उनके लिए सिर्फ गलत हम थे।।💔
