Ek esa shaksh tha kiske pyar me meee bhi ghayal tha,
Arey tha kyu sunte ho adhuri ishq ki bate,
Tumhe to vahi ishq acha lagta hai jo pura ho,
Lekin vo ishq hi kya jo pura ho….
Ek esa shaksh tha kiske pyar me meee bhi ghayal tha,
Arey tha kyu sunte ho adhuri ishq ki bate,
Tumhe to vahi ishq acha lagta hai jo pura ho,
Lekin vo ishq hi kya jo pura ho….

Unki Mohobat ke nishaan baaki hai
Naam lub pr hai aur jaan baaki hai
Kya hua agr dekh kr muh fer lete hai
Tassalli hai ki shakal ki pehchaan baaki hai❤
उनकी मोहोब्बत के निशान बाकी है
नाम लब पर है और जान बाकी है
क्या हुआ अगर देख कर मुँह फेर लेते हैं
तस्सली है की शक्ल की पहचान बाकी है❤