Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar karte hain || Hindi shayari || love hindi shayari
Hum roz na jaane kitne dard sehte hain,
Uski yaad me din raat marte hain.
Are koi jakar use batao,
Uske maa-baap ke baad sabse jyda pyaar use hum karte hain ❤️
Title: Pyar karte hain || Hindi shayari || love hindi shayari
Aapki yaad || mohobbat shayari || yaad hindi shayari
Lipti rehti hai aapki yaad yun ehsaaso se
Jese rooh lipti rehti hai zindagi bhar sanso se…❤️
लिपटी रहती है आपकी याद यूं एहसासों से…
जैसे रूह लिपटी रहती है ज़िंदगी भर सांसों से…❤️

