Skip to content

Ae bewafa zindagi

Ae bewafa zindagi
Kiu khaffa hai tu hamse
Hamne to behad chaha that tujhe
For kiu khaffa hai tu hamse
Ek bar to btaa de
Kya gunaah tha hamara?
Kasam khuda ki
Fir kabhi na khaffa hone deinge tujye
Hamne to waffa krna chaha tha tujhe
Pr tu to bewafai kar gyi hamse
Bas ek bar to btaa jati
kya kasoor tha hamara??
Kiu ALVIDA keh gyi tu hamse…

Title: Ae bewafa zindagi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khafaa hona jaroori hai…

Yun toh aap humse kabhi khafaa honge nai,

Par is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona acha hai…

Do jism, ek jaan or ye pyaar jab sacha hai,

Toh is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona kaafi acha hai…

Title: Khafaa hona jaroori hai…


Mohobbat ne kya karwat badli || two line shayari || hindi shayari

Mohabbat ne kya khub karwat badli
Ab Farak usse bhi nahi padta aur yaad hme bhi nahi aati…🥀🥀🥀

मोहोब्बत ने क्या खूब करवट बदली
अब फर्क उन्हें भी नहीं पड़ता और याद हमें भी नहीं आती…🥀🥀🥀

Title: Mohobbat ne kya karwat badli || two line shayari || hindi shayari