Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo asani se haar jaaye || Zindgi shayari
Jo asani se har jaaye voh hum nhi. Dukh to bhot hai zindagi mei, par kisi dukh mei voh dam nhi, Kho chuki hu bhot kuch iss nayab si zindagi mei, Chalo iss baat ka b gum nhi. Jo kuch bhi paya hai ab tak voh kisi khazaane se kam nhi.
-Saidk
Title: Jo asani se haar jaaye || Zindgi shayari
Nazar || love Hindi shayari
Nazar ko nazar 👀ki khabar na lage
Koi ascha bhi is kadar na lage😉
Aapko😇 dekha hai bas us nazar se
Jis nazar 👀se aapko 💕 nazar na lage..
नज़र को नज़र 👀की खबर ना लगे
कोई अच्छा भी इस कदर ना लगे😉
आपको😇 देखा है बस उस नज़र से
जिस नज़र👀 से आपको💕 नज़र ना लगे।

