Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mere dil ka aalam || hindi shayari || beautiful shayari
Sirf chehre ki udaasi se
Bhar aaye teri ankhon mein ansu,
Mere dil ka kya aalam hai
Ye to tu abhi janta nhi 🙌
सिर्फ चेहरे की उदासी से
भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है
ये तो तू अभी जानता नहीं।🙌
Title: Mere dil ka aalam || hindi shayari || beautiful shayari
Vo pyar || hindi shayari || love shayari
Din hua hai, to raat bhi hogi,
Mat ho udaas, usse kabhi baat bhi hogi
Vo pyar hai hi itna pyara,
Zindagi rahi to mulakat bhi hogi❤
दिन हुआ है, तो रात भी होगी,
मत हो उदास, उससे कभी बात भी होगी।
वो प्यार है ही इतना प्यारा,
ज़िंदगी रही तो मुलाकात भी होगी।❤
