Skip to content

ajeeb log baste || 2 Lines awesome shayari Hindi

ajeeb log baste hai tere shaher me jaaleem,
marammat kaanch kee karate hai paththar ke aujhaar se..

अजीब लोग बसते है तेरे शहेर मे जालीम,
मरम्मत कांच की करते है पथ्थर के औझार से..

Title: ajeeb log baste || 2 Lines awesome shayari Hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jinhe pyar kiya || sad Hindi shayari

Jhuki huyi palko se unka deedar kiya
Sab kuch bhula ke unka intzaar kiya
Vo jaan hi Na paye jajbaat mere
Mene sabse jada jinhe pyar kiya 💔

झुकी हुई पलकों से उनका दीदार किया,
सब कुछ भुला के उनका इंतजार किया
वो जान ही न पाए जज्बात मेरे,
मैंने सबसे ज्यादा जिन्हें प्यार किया।💔

Title: Jinhe pyar kiya || sad Hindi shayari


Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari

Jab khuda ne MAA ka astitva bnaya uska ek ek jaadoo kisi aur ne churaya mohabbat, hifajat, barkat jo khuda ka kaam tha ye sab bhi ab maa ka duja naam tha dekhte hi dekhte koi aur parvardigaar hogyaa Maa ko bna kar KHUDA berojgaar hogya……

जब खुदा ने मां का अस्तित्व बनाया उसका एक एक जादू किसी ओर ने चुराया मोहब्बत हिफाज़त बरकत जो खुदा का काम था ये सब भी अब मां का दूजा नाम था देखते ही देखते कोई और परवरदिगार हो गया ”मां” को बना कर खुदा बेरोजगार हो गया….

Title: Jab khuda ne MAA ka astitva || mother shayari