Skip to content

Akele raste || raaste shayari hindi

Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
Kon kehta h piche mud ke na dekh
Piche mud nazar utha
Un chehron ko dekh jinme jhuriya jhalak rahi h 
Ankhen Taras rahi h
Sicha h jisne tujhe Umar bhar
Woh hath uth rahi h
Dil mein bas jiske dua h
Woh paaon badh rahi h
Tham le hath un Kapti hathon ka
Jo tujhe banane ke liye khud ko Khote h
Kbhi kbhi raste mudne ke hote h
Kbhi kbhi raste rukne ke hote h
 

Title: Akele raste || raaste shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Agar zeher hai zindagi || 2lines shayari

अगर जहर है जिंदगी,

पीना तो पड़ता हैं,

ना जाने कितनी बार,

गिरकर संभलना पड़ता।

Title: Agar zeher hai zindagi || 2lines shayari


Hor naal ni❤ || love one line shayari

Jo rista tere naal ae
oh kise hor naal ni…..❤

Title: Hor naal ni❤ || love one line shayari