Skip to content

Akha bhar auniya || 2 lines dard shayari

Duniyaa ton taa dard luka lyaa asi
par tere sahmne aa ke, ajh v akhaa bhar aundiyaa ne

ਦੁਨੀਆ ਤੋਂ ਤਾਂ ਦਰਦ ਲੁਕਾ ਲਿਆ ਅਸੀਂ..
ਪਰ ਤੇਰੇ ਸਾਹਮਣੇ ਆ ਕੇ,ਅੱਜ ਵੀ ਅੱਖਾ ਭਰ ਆਉਦੀਆਂ ਨੇ..

Title: Akha bhar auniya || 2 lines dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bichadna yaad aata hai..

College ki seedhi per khade ho kar Kuch logo ke sath guftagu karna yaad aata hai,

Mujhe zindagi ke her palat’te panne ke sath,

Dosto se bichadna yaad aata hai…

Guzar raha hai waqt un parchaiyo’n ke sath,

Jinme the kuch yaar hatho me daale hath,

Na main hun ab na wo reh gaye hain wahi,

Per lamho me hain qaid wo mere kahin na kahin,

Kabhi khali se waqt me ho bhi jati hai baat,

Warna raftaar ki is duniya me koun rakhta hai ab yaad,

Jo mil jaye tumhe wo dour kahi to jaane na tum dena,

Na ayega wo lout ke is baat ko meri maan lena,

Aj bhi her mod her rasta mujhe unki yaad dilata hai,

Jin per hum sath the aur phir waqt tham sa jata hai,

Us mod per khadi hun jis rah tum mude the,

Yaar mere tu yaad kar, kabhi hum tum bhi jude the !!

Title: Bichadna yaad aata hai..


sacha pyaar woh || 2 lines shayari hindi

Sacha pyaar bhi hota hai
jo dil se hota hai na ki rang se.

Title: sacha pyaar woh || 2 lines shayari hindi