Akhir kab khtm hongi
Yeh Teri meri majburiyaa
Kab saath honge ham
Hatho me hath liye
Mit jayegi sari dooriyaa
Akhir kab khtm hongi
Yeh Teri meri majburiyaa
Kab saath honge ham
Hatho me hath liye
Mit jayegi sari dooriyaa
Manzil se aage bdhkr manzil talash kr
Mile tujhko dariya to samandar talash kar🙌
मन्ज़िल से आगे बढ़कर मन्ज़िल तलाश कर
मिले तुझको दरिया तो समंदर तलाश कर 🙌
“SAPNO MEI THI TUM RAAT BHAR,
TUMHARI YAADON KA BOHOT HUA ASAR,
BEKAAR THE WO DIN,
BITAYE JO MAINE TERE BIN,
UTHNE KA AB MANN NAHI KARTA,
HAR ROZ YE DIL HAI AB MARTA,
SHAAM KO TERI ZULFE YAAD AA JAATI,
KAASH TU BHI KABHI MERI HO PAATI,
TOD DI TUNE MERI YE CHAHAT,
KABHI NAHI DE PAAYI TU MUJHE RAHAT,
AB TO NEEND KO BHI DIYA HAI TAAL,
PHIR SE BITANA PADEGA TERE BINA EK AUR SAAL………….”