Skip to content

akhiyan-na-kholan-punjabi-love-ghaint-status

  • by

Title: akhiyan-na-kholan-punjabi-love-ghaint-status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Taskeen ban kar || Urdu Ghazal or Shayari

TASKEEN BAN KAR YUN DIL KE MERI

KAR GAYE MUBTALA ULJHAN MAIN HAMAIN

تسکین بن کر یوں دل کے میری
کر گئے مبتلا الجھن میں ہمیں

Title: Taskeen ban kar || Urdu Ghazal or Shayari


Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari

Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯

हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है 
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है 
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

Title: Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari