Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sache dil se || Urdu Ghazal or Shayari
BADAL JAATI HAIN TAQDEER BHI SAATH LAKEERON KE HAQUIQAT HAIN
PHAILA KAR HAATH SAAMNE RAB KE SACHCHE DIL SE AANSU BAHAA KAR TO DEKHO
بدل جاتی ہیں تقدیر بھی ساتھ لکیروں کے حقیقت ہیں
پھیلا کر ہاتھ سامنے رب کے سچّے دل سے آنسوں بہا کر تو دیکھو
Title: Sache dil se || Urdu Ghazal or Shayari
Dil-e-bimar || love Hindi shayari || yaad shayari
Yun tasalli de rahe hain hum dil-e-bimar ko
Jis trah thaame koi girti huyi diwar ko
Kuch khatakta to hai pehlu mein mere reh reh kar
Ab khuda jane teri yaad hai ya mera dil ❤️
यूँ तसल्ली दे रहे हैं हम दिल-ए-बीमार को
जिस तरह थामे कोई गिरती हुई दीवार को
कुछ खटकता तो है पहलू में मेरे रह रह कर
अब ख़ुदा जाने तेरी याद है या मेरा दिल ❤️
