Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
yaad tujhe bhi || Hindi 2 lines shayari
Me manta hu k yaad tujhe bhi meri beshak aati hogi,
magar mere jitni nahi
मैं मानत हूँ कि याद तुझे भी मेरी बेशक आती होगी,
मगर मेरे जितनी नहीं।
-विक्रम
Title: yaad tujhe bhi || Hindi 2 lines shayari
unki yaadon ka kya wasta hai || yaade shayari hindi
Unhone to keh diya
tera mera koi wasta nahi hai
Par unki yaadon ka kya wasta hai
Jo wo har waqt mere paas rehti hai
