Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dekhe bagair…❤️🧿
Bin Badal Barsaat Nahin Hoti
Suraj Doobe Bina Raat Nahin Hoti
Ab Kuch Aise Haalat Hain Hamare Ki
Aapko Dekhe Bagair Din Ki Shuruwat Nahin Hoti…❤️🧿
Title: Dekhe bagair…❤️🧿
Talaash poori ho jaye || two line shayari || Hindi status
Apni shakhsiyat ko kuch is kadar svaron ki
aapko milkar kisi ki talaash poori ho jaye ❣️
अपनी शख्सियत को कुछ इस तरह संवारो कि
आप से मिल कर किसी की तलाश पूरी हो जाए ❣️
