Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Vaado se mukar jana || two line hindi shayari
❤💕Kyu karte ho baar baar na bichadne ka waada
Mujhe pta hai tujhe khoob aata hai hunar apne vaadon se mukar jane ka❤💞
❤💕क्यों करते हो बार बार न बिछड़ने का वादा
मुझे पता है तुझे खूब आता है हुनर अपने वादों से मुकर जाने का❤💕
Title: Vaado se mukar jana || two line hindi shayari
Log aksar raston mein shod jate || Hindi shayari
Ye mohobbat ke haadse aksar
Dil ko tod dete hai😁
Tum manzil ki baat karte ho
Log aksar raston mein sath shod dete hain😁😁
ये❤️ मोहब्बत के 🤔हादसे अक्सर🤪
दिल 💔को तोड़ देते है…😬
तुम मंजिल 🙏की बात करते 👍हो
लोग 🤔अक्सर रास्तों 😎में साथ छोड़😌 देते है😁😁
