Skip to content

Alfaaz-e-ishq || hindi shayari

Ishq shayari || sad hindi shayari



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Gam zindagi mein || sad hindi shayari

Teri ankhon ka zikar jo mein, apne dil se na karta
Aaj bhi khush hi hota, mein jeene se na darta
Vese to gam zindagi mein, aur bhi likhe hain meri
Kishte kayi aur bhi hai, tere pyar ki udhaari ka vyaj to na bharta…

तेरी आँखों का जिक्र जो मैं, अपने दिल से ना करता..
आज भी खुश ही होता, मैं जीने से ना डरता..
वैसे तो गम जिंदगी में, और भी लिखे हैं मेरी..
किश्तें कई और भी हैं, तेरे प्यार की उधारी का व्याज तो न भरता….

Title: Gam zindagi mein || sad hindi shayari


Bedard jehe ban ke ☹️ || very sad Punjabi status || sad shayari

Kinka kinka ikatha kar mein jazbatan nu masa judeya..!!
Yaar diyan badneetiyan ne fer esa rukh modeya😢..!!
Bekadar jehe ho te bedard jehe ban ke
Nazuk sada dil shreaam ohna todeya💔..!!

ਕਿਣਕਾ ਕਿਣਕਾ ਇਕੱਠਾ ਕਰ ਮੈਂ ਜਜ਼ਬਾਤਾਂ ਨੂੰ ਮਸਾਂ ਜੋੜਿਆ..!!
ਯਾਰ ਦੀਆਂ ਬਦਨੀਤੀਆਂ ਨੇ ਫਿਰ ਐਸਾ ਰੁੱਖ ਮੋੜਿਆ😢..!!
ਬੇਕਦਰ ਜਿਹੇ ਹੋ ਤੇ ਬਦਰਦ ਜਿਹੇ ਬਣ ਕੇ
ਨਾਜ਼ੁਕ ਸਾਡਾ ਦਿਲ ਸ਼ਰੇਆਮ ਉਹਨਾਂ ਤੋੜਿਆ💔..!!

Title: Bedard jehe ban ke ☹️ || very sad Punjabi status || sad shayari