Aaj bahut din baad likh rahe the hum shayari
Ki

Do chaar shabdh hi likhe the humne ki yaad aa gae teri phir dekhte hi dekhte humne bhi bhar daali kitaab hi sari
Enjoy Every Movement of life!
Aaj bahut din baad likh rahe the hum shayari
Ki
Aaj bahut din baad likh rahe the hum shayari
Do chaar shabdh hi likhe the humne ki yaad aa gae teri phir dekhte hi dekhte humne bhi bhar daali kitaab hi sari

Abhi to rat shuru hui hai
Itni jaldi hame kaha sona hai🙃
Abhi to yad karna hai kisi ko
Abhi to ji bhar ke rona hai💔
अभी तो रात शुरू हुई है
इतनी जल्दी हमें कहाँ सोना है🙃
अभी तो याद करना है किसी को
अभी तो जी भर के रोना है💔