Skip to content

Alfaaz satya ke

Meri kalam ki shiyaahi khtm nhi hogi kabhi jab tak tumhara isqh hai mere saath
Meri kalam ki shiyaahi khtm nhi hogi kabhi jab tak tumhara isqh hai mere saath
Magar haaa
Jis din khatam ho gae ye kalam ki likhavat samjhna meri saanse ab nahi rahi mere saath…

Title: Alfaaz satya ke

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Two line hindi shayari || zindagi shayari

Zindagi ek aayine ki tarah hoti hai jab ham muskurate hai tab zindagi bhi muskurtee hai 😊

Maine apni zindagi se ye sabk sikha hai
jo tumhe na smjhe use nazarandaaj krdo🙌

Main zindagi se jaayda khawahish nahi rkhti
bas Mera agla kadam pehle se behtreen ho 😊

Title: Two line hindi shayari || zindagi shayari


Naa insaafi || sad but true || hindi shayari

Kaisi nainsafi hai ye
Vo galat hokar bhi sahi hum sahi hokar bhi nhi💯

कैसी नाइंसाफी है ये
वो गलत होकर भी सही हम सही होकर भी नही💯

Title: Naa insaafi || sad but true || hindi shayari