Skip to content

Alfaaz satya ke

Log bhi aaj kal bahut chakal bante hai

Gulaab ka phool hantho mei rakh hamari or gaanta kar dete hain

Title: Alfaaz satya ke

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khamosh rehne do || Hindi shayri || true line shayari

Hum samandar hain humein khamosh rehne do
Zra machal gye to shehar le doobenge 🫠

हम समंदर है हमें खामोश रहने दो
जरा मचल गए तो शहर ले डूबेंगे🫠

Title: Khamosh rehne do || Hindi shayri || true line shayari


Waqt se pehle || two line shayari

Waqt se pehle haadso se ldha hu
Mein apni umr se kyi saal bada hu..🍁

वक़्त से पहले हादसों से लड़ा हूँ
मै अपनी उम्र से कई साल बड़ा हूँ..🍁

Title: Waqt se pehle || two line shayari