AA JAAYE WO RU-BA-RU TO ALFAAZ NAHI AATE ZUBAAN PAR HAMARE
TASAWWUR MAIN WO OR HUM TANHAI MAIN TAWEEL GUFTUGU KARTE HAIN
آجائے گر وہ رو برو تو الفاظ نہیں آتے زباں پر ہمارے
تصوّر میں وہ اور ہم تنہائی میں طویل گفتو کرتے ہیں
Har zindagi ke akhir mein yahi mukam aaya hai,
Shaakh se toot kar patta bikharne ke kaam aaya hai🙃
हर ज़िन्दगी के आखिर में यही मुक़ाम आया है,
शाख से टूटकर पत्ता बिखरने के काम आया है🙃
Matlabi zamana hai nafarton ka shehar hai
ye duniya dikhti shehad hai or pilati zehar hai💯
मतलबी ज़माना है नफरतों का शहर है
ये दुनिया दिखती शहद है और पिलाती ज़हर है💯