Enjoy Every Movement of life!
Kaid mein guzregi jo umar bade kaam ki thi,
Par mein kya karta ke zanzeer tere naam ki thi.💕
क़ैद में गुज़रेगी जो उम्र बड़े काम की थी,
पर मैं क्या करता कि ज़ंजीर तेरे नाम की थी….💕
Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤
होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤
