Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sher-e-Dard
Apni Neend Ka Har Hissa Uske Naam Khaab Kardiya,
Phir Usi Ne Mera Aaram Azaab Kardiya.
Ye Majnu Wale Baal , Ye Muddato Se Na Ayi Huee Neend,
Yaar Ali Ishq Ne To Sara Kaam Kharab Kardiya.
Title: Sher-e-Dard
Waqt shayari || two line shayari
Mene aksar logo ko ye kehte huye suna hai ke waqt kisika nhi hota
Un logo ko mein kehna chahta hoon ke ek baar waqt waqt par zaroor aata hai 🤞
मैने अक्सर लोगो को ये कहते हुए सुना है कि वक्त किसीका नही होता
उन लोगो को में कहना चाहता हूँ कि एक बार वक्त वक्त पर जरूर आता है🤞
