Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
BJ ki Kalam se || shayari
Chup raho ab
Kuch na btao kisi ko.
Ro Chuke ho Akele me to ye ankhein na dikhao kisi ko.
Koi puche kya hua to kehna Sab thik hai?
Ab sath apne bithakar na sharab pilao kisi ko.
Title: BJ ki Kalam se || shayari
Nafrat behtar hai ishq se || hindi shayari || two line shayari
Nhi chaiye koi hum khud me magroor rehte hain
Nafrate behtar hai is dhokhe se jise log ishq kehte hain💯
नही चाहिए कोई हम खुद में मगरूर रहते हैं
नफरते बहतर है इस धोखे से जिसे लोग इश्क कहते हैं 💯

