Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wafa || hindi shayari || ghaint shayari
Kuch alag hi karna hai
To wafa karo mere dost
Majboori ka naam lekar
Bewafai to har koi karta hai💯
कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है💯
Title: Wafa || hindi shayari || ghaint shayari
Mere liye duayein || Hindi shayari
Aaj khak ho jau to koi baat nahi
Mere apne mere liye duayein mangte hain…🙌
आज ख़ाक हो जाऊ तो कोई बात नहीं,
मेरे अपने मेरे लिए बस दुआएं मांगते हैं…🙌

