Skip to content

apano ko door || Tanhai hindi shayari

apano ko door hote dekha,
sapano ko choor hote dekha,
are log kahate hain kee phool kabhee rote nahee,
hamane phoolon ko bhee tanhaiyon me rote dekha..

अपनो को दूर होते देखा,
सपनो को चूर होते देखा,
अरे लोग कहते हैँ की फूल कभी रोते नही,
हमने फूलोँ 🌺को भी तन्हाइयोँ मे रोते 😥देखा..

Title: apano ko door || Tanhai hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaadein🫡 || true line hindi shayari || yaad or zindagi

Kisi ki zindagi me yaadein hain to kisi ki yaadon me zindagi hai 💯

किसी की जिंदगी में यादें हैं तो किसी की यादों में जिंदगी है💯

Title: Yaadein🫡 || true line hindi shayari || yaad or zindagi


Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari

Karlo ibadat bhi is waqt se
Ke laut aaye bachpan ek baar fir…
Jab rukte nahi the pair khwabon ke piche se,
Daurhti rahe ye dhadkan ek baar fir…💕

करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…💕

Title: Karlo ibadat || Hindi shayari || life shayari