Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uske dil mein || two line Hindi shayari
Uske dil mein mera ek thikana
Ye dil ko khush rakhne ka hai ascha bahana😁
उसके दिल में मेरा एक ठिकाना
ये दिल को खुश रखने का है अच्छा बहाना😁
Title: Uske dil mein || two line Hindi shayari
Mohobbat || mohobbat shayari || hindi shayari
Mere dil mein tumhare liye kitni mohobbat hai agar ye janna hai
To ekbaar apna dil mere dil par rakh kar dekho ❤️🥀
मेरे दिल में तुम्हारे लिए कितनी मोहब्बत है अगर ये जानना है
तो एकबार अपना दिल मेरे दिल पर रख कर देखो ❤️🥀

