Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat nahi rahi || two line shayari
Ab mohobbat nhi rahi is zmane mein,
Kyunki log ab mohobbat nhi mzak kiya karte hain💔
अब मोहब्बत नही रही इस जमाने में,
क्योंकि लोग अब मोहब्बत नही मज़ाक किया करते है 💔
Title: Mohobbat nahi rahi || two line shayari
Har cheez badalti hai || true Hindi shayari
Tay hai badalna har cheez badalti hai is jahan mein
Kisi ka dil badal gaya kisi ke din badal gaye 💯🤞
तय है बदलना हर चीज़ बदलती है इस जहाँ में,
किसी का दिल बदल गया किसी के दिन बदल गये।💯🤞
