Skip to content

Apni khaani me to tumhe vafadaar hi thehraya hai

Apni khaani me to tumhe vafadaar hi thehraya hai


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Roye bhi toh kaise || Dard hindi shayari 2 lines

K rooyen bhi to rooyen kaise
Hum jise chahte hain vo kisi or ke saath khush hai

Title: Roye bhi toh kaise || Dard hindi shayari 2 lines


Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari

Mar ke mitti mein milunga,
Khaad ho jaunga mein.
Phir khilunga saakh par,
Aabaad ho jaunga mein..
Baar baar aaunga tere najar ke saamne,
Aur phir ek roz teri yaad hojaunga mein…

मर के मिट्टी में मिलूंगा
खाद हो जाऊंगा मैं
फिर खिलूंगा साख पर
आबाद हो जाऊंगा मैं
बार बार आऊंगा तेरी नजर के सामने
और फिर एक रोज तेरी याद हो जाऊंगा मैं

Title: Ek roz teri yaad ho jaunga || hindi shayari