Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Haseen Maut || Awesome Hindi shayari
Ye maut tujhse haseen c lgti h, zindgi…
Ye Bhin bhin se roop dhare ajati hai,
Kbhi kbhi toh darrati hai kbhi neend se uthati h,
Kbhi raat c andheri kbhi rangeen c lgti h, zindgi…
Ye maut tujhse haseen c lgti h, zindgi…
Ye sukoon se sulati h, firdaus main baithati hai,
Tu thodi toh khudgarz hai pr mujhpe tere kyi karaz hai,
Tbhi roz mujhe thagti hai zindgi
Ye maut tujhse haseen c lgti h zindgi…
Title: Haseen Maut || Awesome Hindi shayari
Alwida hasse kar challe || sad Punjabi shayari || two line shayari
Kar mohobbtan alwida hasse kar challe
Dass hanjhuya de siwa tere ki peya palle..!!
ਕਰ ਮੋਹੁੱਬਤਾਂ ਅਲਵਿਦਾ ਹਾਸੇ ਕਰ ਚੱਲੇ
ਦੱਸ ਹੰਝੂਆਂ ਦੇ ਸਿਵਾ ਤੇਰੇ ਕੀ ਪਿਆ ਪੱਲੇ..!!

