
Deewane ho gaye hain khud k
Jo chahne aapko lage hain..!!
Enjoy Every Movement of life!

Kuch der ke safar mein kya rakha hai
Kabhi zindagi ke safar mein aake dekho☺️
Vo lamhe nahi bhool payoge
Jo hmare sath safar mein bitayoge 🤭
कुछ देर के सफर में क्या रखा है
कभी जिंदगी के सफर में आके देखो☺️
वो लम्हे नही भूल पाओगे
जो हमारे साथ सफर में बिताओगे 🤭
Tumse mohabbat ki hoti toh Shayad tumhe bhula bhi dete
Humne ibadat ki hai teri marte dam Tak sajda krenge…🥰😇
तुमसे मोहोब्बत की होती तो शायद तुम्हे भुला भी देते
हमने इबादत की है तेरी मरते दम तक सजदा करेंगे…🥰😇