Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kabhi hasa bhi to nahi || sad hindi shayari
Yun tere baad zindagi kabhi hasa bhi to nhi
Tu kab hasa tha e dil yeh yaad bhi to nhi💔
यूँ तेरे बाद ज़िन्दगी कभी हँसा भी तो नहीं
तू कब हँसा था ए दिल यह याद भी तो नहीं💔
Title: Kabhi hasa bhi to nahi || sad hindi shayari
toot jaoon mohabbat || Shayari beparwaah
toot jaoon mohabbat mein ya phir toot kar mohabbat karun,
is baar mere paas bas ik yaheen raasta hain…
टूट जाऊँ मोहब्बत में या फिर टूट कर मोहब्बत करुँ,
इस बार मेरे पास बस इक यहीं रास्ता हैं….
