
Asi chup rehna Sikh lawange teri khushi khatir..!!
Enjoy Every Movement of life!

Tay hai badalna har cheez badalti hai is jahan mein
Kisi ka dil badal gaya kisi ke din badal gaye 💯🤞
तय है बदलना हर चीज़ बदलती है इस जहाँ में,
किसी का दिल बदल गया किसी के दिन बदल गये।💯🤞
Duniya mein koi to hoga tere jaisa
Magar mukhtasir to ye hai ki
Ham tujhe chahte hai tere jaiso ko nahi❤
दुनियां में कोई तो होगा तेरे जैसा
मगर मुख्तसर तो ये है कि
हम तुझे चाहते हैं तेरे जैसो को नही❤