Skip to content

Asi tere piche duniya bhulayi || Punjabi Shayari || love punjabi shayari

Teri Yaad Nu Bura Kyun Kahiye,
Jehri Har Pal Saath Nibhaundi Ae,
Tere Naalo Ta Teri Yaad Hi Changi,
Jehri Haale V Saanu Milan Aundi Ae,
Dukh Dil Vich Luko Ke Hanju Naina Vich Pro K,
Tere Aan Di Udeek Asi Layi Baithe Ha,
Kar Tu Yaqen Sanu Bhul Jaan Waleya,
Asi Tere Piche Duniya Bhulai Baithe Ha.🥀

Title: Asi tere piche duniya bhulayi || Punjabi Shayari || love punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye hawayein || Hindi shayari || love shayari

Choom ke tere rukhsar ko
Ye hawayein jab chalti hain,
Doob jata hai fir vo shehar nashe mein
Ye jis shehar se bhi guzrti hai..

चूम के तेरे रुख़सार को
ये हवाएँ जब चलतीं हैं,
डूब जाता है फिर वो शहर नशे में
ये जिस शहर से भी गुजरती हैं।

Title: Ye hawayein || Hindi shayari || love shayari


Bewafa hindi shayari || mujhe nazar andaaz karke

Mujhe nazar andaaz karke
bhi meri mohobat se khud
ko tu na bacha saki
arey mujhse bewafayi
karke bhi tujhe kuch mila nahi
par kisi aur se dil laga ke bhi tu kuch na paa saki