Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tere zakhmo ko || hindi sad shayari

kabhi keh na sakaa
nazaane kyu tere bin reh na sakaa
yeh to mere shabad hai jo
mujhe sambhale huye hai
warnaa mai toh tere diye
zakhmo ko bhi seh naa skaa
Muskurahat ke piche dard || sad hindi shayari
Ab hmare dard ansu bankar nahi baha karte
Ab vo muskurahton ke piche 🙂🙂chupe huye hote hain .
अब हमारे दर्द आंसू बनकर नही बहा करते..
अब वो मुस्कुरहाटो के पीछे 🙂🙂छुपे हुए होते है।।
