Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mein sirf unka ho jayun || hindi shayari
Kaash vo mujhe seene se lagakar
Meri sari shikayat door kar de
Mein sirf unka ho jayun
Mujhe vo it itna majboor karde 🥰
काश वो मुझे सीने से लगाकर,
मेरी सारी शिकायत दूर कर दे…
मैं सिर्फ उनका हो जाऊं
मुझे वो इतना मजबूर कर दे 🥰
Title: Mein sirf unka ho jayun || hindi shayari
Ranjha na mila || 2 lines shayari from heart
Tbaadle kar raha hai ishq bhi bas waqt dekhkar
aur us heer ko fir koi raanjha na mila
तबादले कर रहा है इश्क भी बस वक्त देखकर,
और, उस हीर को फिर कोई रांझा ना मिला...
