Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wo aati hi hogi || hindi shayari
Tum jaa rahi ho to wo aati hi hogi,
Lekin Jitni bhi buri hogi tumse to kam hi hogi,
Aur tumne beech samandar main doobne ko chodd diya,
Aur wo to meri khatir sahil lekar zamana talaashti hi hogi.
Title: Wo aati hi hogi || hindi shayari
Jeena sikha rahe hai || best hindi shayari
Wo khadhe muskuraa rahe hai
dil todh jaane ke baad
wo hame jeena sikhaa rahe hai
hamare mar jaane ke baad
वो खड़े मुस्कुरा रहे है
दिल तोड़ जाने के बाद,
वो हमे जीना सिखा रहे है
हमारे मर जाने के बाद।

