Skip to content

Asin maaf kade na || Sad and Love punjabi shayari

Je dil ton laggi hundi tuhadi
raah saaf kade na karde
je teri thaan koi hor hunda
Asin maaf kade na karde

ਜੇ ਦਿੱਲ ਤੋ ਲੱਗੀ ਹੁੰਦੀ ਤੁਹਾਡੀ
ਰਾਹ ਸਾਫ਼ ਕਦੇ ਨਾ ਕਰਦੇ,
ਜੇ ਤੇਰੀ ਥਾਂ ਕੋਈ ਹੋਰ ਹੁੰਦਾ
ਅਸੀ ਮਾਫ਼ ਕਦੇ ਨਾ ਕਰਦੇ,

#rahul pahra

Title: Asin maaf kade na || Sad and Love punjabi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Maut ek sacchai

Hasi Majak msti toh krte❤️

Pr jara rehna chahiye bachke🤗

Jiban Mili toh maut v milegi❤️

Yhi ek sach Hai😕😇

Aate Hai rote hue pr sbko hasate😢

Pr jaate bin labzo K sbko rulake😕

Jab tak Hai saanse acche Karam kro yaaro🤗

Q Ki maut Kabhi na aati Apne pass bulake🫤

Haste hasao sbnu yaaro😇🤗

Warna rooh v kaap uthegi😵

maut lejayegi tmko rulake😢

Ajeeb h yeh jiban v🙄

Ek paal ko aate rote chillate😖

Pr khtm v wohi kr dete🫡

Kabhi na uthne wale neend me sulake🥱

Aaye hai yaaro toh Karam kro❤️

Kabhi na Jana kisi ko rulake😇

Q Ki maut Kabhi na aati tmko bulake😊

Title: Maut ek sacchai


Dilon mein bhagwan 💞 || best hindi shayari status || true lines

Hindi shayari status || Uski akhon ko nam Matt kar k jana
Teri chotti c duniya mein jiska jahan basta hai
Dil laga ke kisika dil Matt dukhana
Kehte hain dilon mein bhagwan basta hai..!!
Uski akhon ko nam Matt kar k jana
Teri chotti c duniya mein jiska jahan basta hai..!!
Dil laga ke kisika dil Matt dukhana
Kehte hain dilon mein bhagwan basta hai..!!

Title: Dilon mein bhagwan 💞 || best hindi shayari status || true lines