Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Akhir Mai mere kaun ho tum
Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?
Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Waqt toh abb || 2 lines shayai sad hindi
वक़्त तो अब लफ़्ज़ों में दिया जाता है,
रूबरू तो महज दिखावा किया जाता है
waqt to ab lafzo me diya jaata hai
roobroo to meha dikhawa kiya jaata hai
